Wednesday, June 25, 2008

Koi raaz-e-dil: taking off from 'Etho rathri'!

Here's an Urdu version of the Malayalam song "Etho rathri" written by Ajay Chandran in my voice. Writing alternate lyrics wouldn't be so easy I suppose- I think what Ajay has done is commendable!
Your feedback'd be much appreciated. Thanks!

Song: Koii raaz-e-dil
Music: M. Jayachandran
Lyrics: Ajay Chandran
Singer: Sindhuja Bhakthavatsalam



And here are the lyrics:

koii raaz-e-dil bol gayi aankhen
saare ashq mujhe deke gayi aankhen
yoon hii sochti hoon pass ho wo aankhen
jaane kis jahaan ko choD gayi aankhen
mere sannaaton ko, dil ke andheron ko, dekhe na haaye wo aankhen
teri aankhen

koii raaz-e-dil bol gayi aankhen
saare ashq mujhe deke gayi aankhen

wo tere saath ke chaar din kya
umr se baDke wo lahma lamhaa
dil ke paas the, dil kii manzilen
aankhon mein sapnon ke saaye
har lamhaa

koii raaz-e-dil bol gayi aankhen
saare ashq mujhe deke gayi aankhen
yoon hii sochtii hoon pass ho wo aankhen
jaane kis jahaan ko choD gayi aankhen

bekhayaalii mein yoon saans loongii
zindagii kii sazaa kaaT loongii
merii hasraten, terii aahaTen
yaadon mein Dhal gaye saare
tere saaye

koii raaz-e-dil bol gayi aankhen
saare ashq mujhe deke gayi aankhen
yoon hii sochtii hoon pass ho wo aankhen
jaane kis jahaan ko choD gayi aankhen
mere sannaaton ko, dil ke andheron ko, dekhe na haaye wo aankhen
teri aankhen

(Listen to the original Malayalam version (in the movie Bus Conductor) sung by Chitra here.)


Wednesday, June 18, 2008

Bahon ke darmiyan

Khamoshi- The Musical was a poignant film that was critically much acclaimed. It was well supported by music composed by Jatin-Lalit who are best known for their melodies. Although simple in tune and structure and use of instruments, many of their songs have left their mark- Pehla nasha for starters!
My favourites in Khamoshi were Mausam ke sargam ko sun and Aaj main upar (but for Kumar Sanu's voice!). Bahon ke darmiyan too, was nevertheless a sweet, romantic melody to which I think Hariharan and Alka Yagnik had done complete justice. The slowness of the song and the feel it gives of a soft, continuous flow are what make it linger on..
So when Murali suggested we do this song, I readily agreed. Here we have our version of Baahon ke darmiyaan, up for you.

Song: Baahon ke darmiyaan
Movie: Khamoshi
Music: Jatin-Lalit
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Singers: Hariharan, Alka Yagnik





Download here.